Haath mei mobile aur chandni raat yaad aa gayi ek baat…. Arey arey don’t worry kisi aur ke nahi mere hi blog par aaye hai aap…waise ek baat to maanni hogi hum Shayar bhi itne bure nahi hai…Ok readers back to the track …Aaj pata hai kya hua…arey aapko kaise pata hoga mai hi batati hoo… younger daughter jo class I mei hai usne poocha mumma candle ki spelling kya hoti hai…I was busy with my mobile..maine bol diya ‘and’ ki spelling aati hai usne bola haa maine kaha uske aage’ c ‘or peeche ‘le ‘laga de…ho gayi.Dekha kitni genius hoo mai.
Jokes apart friends…tootna(breaking)is most of the time considered as negative like dosti tootna,bharosa tootna,kaach tootna and many more,but words hi tootkar hamari learning and understanding ko aur enhance karte hai.Words are our best friend ab to maan jao…Aur apne bhi non-living best friend mujhe batao…wah wah ek aur shayari…milte hai next blog par..
nice
LikeLike